Message Category: Romantic SMS
Submit by -
Sameer Shah
Mobile -
+923122847717
Message ID -
73875
Characters -
396
Submit Date -
12/16/2011 5:46:11 PM
Tumhe bhi kya kabhi woh deewana yaad aata hai
'Humen to ab bhi wo guzra zamana yaad aata hai,
Tumhe bhi kia kbi wo deewana yaad aata hai,
Hawaen tez thie,
Baish bhi thi,
tofan bhi tha lekin,
Ayse main Tera wo wada nibhana yaad aata hai..
Guzar chuki thi bohat raat baton baton mein,
Phir uth kar tera shamma bujana yaad aata hai,
Gatain kitni dekhi hain par muje us raat,
Kisi ka wo rukh par zulfain girana yaad aata hai..'
|