maan_@live.com
03213980180
mere seene me b dil aik hi dharakta hai
koi chehra mgar is me nahi utarta hai
mene socha hai muhabbat ko buhat tanhai me
siwa dukhon k is me nahi kuch milta hai
sadain siskyon ki aati hain har simat pyar me
dilon me har roz ik zakham nya khilta hai
jb b poochta hai koi mujh se pyar se doori ka sbab
main hans k kahta hoon k ghamm-e-yaar me kya milta hai
zindagi ka maza to mehfil me hai tanhai me hai
guzaar de koi hayat kisi k intzar me kya milta hai
jo b hans k guzar jay zindagi hai wohi "afzal"
or ro ro k guzaare din raat kisi k liay to kya milta hai
|